Sunday, 1 March 2026

Vidyavihar Song

 Vidyaavihaar Vidyaavihaar
yahan hai vidya bhandaar

Somaiya college campus
saare streams hai ek plus

arts se science aur medical
Computers jaane aaj aur kal

yahan ke students ek number
aur teachers dhurandhar

Vidyaavhaar mein aa jao
yahan ka geet gaa jao

No comments:

Post a Comment