Tuesday, 3 March 2026

Amandoot Song



amandoot its amandoot
yeh deewano ka hai route

ghoome aate garden mein
central park ke is den mein

ladkiyon ko tadne sab
aate hai yahan romeo sab

Iskon temple mein bhajan
krishn Ram ka nam gunjan

sab doston ko le aao
nayi duniya dekhne aao

No comments:

Post a Comment