Sunday, 1 March 2026

Seawood Song

 

Seawood darawe Seawood
Ah dekho robin hood

mumbai ke log kam nahin
koi robin hood ke samaan yahi

maal hai iske andar
entertainment hai sundar

harbour line ka haseen
S.W.D.V code iski

yahan aa jao ek baar
do baar teen baar sau baar


No comments:

Post a Comment