Juchandra yeh Juchandra
Yeh hai Naigoan ka area
yahan ka nature kya kahna
yahan ka waterfalls behna
Trees aur flowers se bhara
dekho toh aake zaraa
itni sundar si vadiyaan hai
do permi ki samvadiyaan hai
yahan pe aa ghoomke jaa
haseen nature dekhke jaa
No comments:
Post a Comment