kendriya vihar dekho aaya
har dil mein fuhaar hai laya
Iskon temple ki sugandh
dekho sundar radha nand
charon aur hai central park
allow mat karo dogs to bark
pandavkada falls haseen
yehan hain sab ala rangeen
tum bhi aao sab mere yaar
kaun hai rank kaun czar
No comments:
Post a Comment