Tuesday, 3 March 2026

Mansarovar Song

 Mansarovar Maansarovar
dekh tu yahan iska nature

yeh dil deewana ho raha hai
in pahadoon mein kho raha hai

yeh vaadiyaan vaada karti hai
yaadeen sab taaza karti hai

pyaar ki boli yeh sikhaye
pyaar karna yeh sikhaye

tum mere dil mein ho basi
tu aaja peene chaas aur lasi

No comments:

Post a Comment