Sunday, 1 March 2026

Jui Nagar Song


Jui Nagar ha Jui Nagar
yahan aana ho agar

to lo navi mumbai route
aur aa jaao paake suit

famous chincholi talao
walking track ismein pao

dekho sundar mandal hai
haath mein karmandal hai

yahan ghoomo mast mein
pyaar hota dil-crust mein


No comments:

Post a Comment