Taloje Panchnand Taloje Panchnand
aa rahi hai yahan nature ki sugandh
kam se kam ek baar is nature mein aao
dekhke greenery yaahan dil ko behelao
waterfalls mein paani ka tej hai bahav
kaise yaara kaise sambhle apni naav
kuch baat karo mere yaara meri darling
tujhko dekh dekho yeh paani bhi kare sing
haath se haath milaao rani raja mein tera
aa jaa sang chalein yahan pe sham savera
No comments:
Post a Comment