_____________________________
Nagothane wah Nagothane
kaun apna yeh dil na jaane
Har ek ko deewana kardon
aisa mein ek jadoo kardon
jadoo hai bas pyaar ka yaro
aur nahin kuch janu yaro
Kanyakumari Panvel highway
hai yeh census town yahape
Amba river ko hai lagke
Dharamtar banks aur reefs yahape
Aajaaoo yeh dekho jagah
yahan hai sabka dil lagah
No comments:
Post a Comment