Sunday, 1 March 2026

Ulhasnagar Song




Ulhasnagar Ulhasnagar
Sindhiyoon ka hai yeh nagar

Sindhunagar bhi kahte ise
Sindhiyoon ne banaya ise

Sndhi refugees ban aaye
zyada sinhdi yaha par aaye

Pakwan dal aur button papdi
sindhiyoon ka chawal curry

sai bhaji kha maza aaya
boondi papar se dil bhar gaya

chaliya saheb Jhulelal mandir
cheti chand manaye sundar

Sindhi log karte business
Jhulelal karte sabko bless

hospitals, schools colleges yahan
sab sindhiyoon ne banaya yahan

yahan pe khao sindhi khana
bologe kahin aur na jaana



No comments:

Post a Comment