Andheri hai andheri
Yeh hai Teri aur meri
East aur west Dono alag
Different hai dono Jag
zyada bada hone ke kaaran
BMC ne do kiye wards ko dharan
easy karne ke liya vyavhaar
ek AW aur AE se diya sawaar
East mein seepz MIDC
Offices Se hai yeh bhadi
West mein lokhandwala
residence tall towers wala
Yahan rahte filmy hastiyaan
Aur bahut saari bastiyaan
Yahan pe jo koee aaya
Yahan ka hoke rah gaya
अँधेरी ये अँधेरी
ये है तेरी और मेरी
ईस्ट और वेस्ट दोनो अलग
different है दोनो जग
ज्यादा बड़ा area इसलिए
बीएमसी ने दो वार्ड किये
easy करने को व्यवहार
A.W aur A.E से दिया सवार
ईस्ट में सीप्ज़ एमआईडीसी
ऑफिस से है ये भरी
वेस्ट में लोखंडवाला
रेजिडेंस tall towers वाला
यहां रहती फिल्मी हस्तियां
स्टूडियो टी.वी. चैनल मस्तियाँ
यहाँ पे जो कोई आया
यहाँ का होके रह गया
________________________
No comments:
Post a Comment