GTB nagar GTB nagar
hai harbour jagah sundar
hai harbour jagah sundar
wadala truck terminal
Indira Nagar ka signal
yahan hai sab alag
monorail ka bhi plug
sundar sa gurudwara hai
aur dikhta dhruv tara hai
hal aaja yahan pe tu
kushiyaan jahan ki le tu
No comments:
Post a Comment