Tuesday 9 November 2021

Desh Bhakti Poems

 Ae Vatan


ae vatan mere vatan tujhko hai naman
har veer is dharti ka anmol hai ratan

tujhe azad karne ko sabne bahaya khoon
azad dekhna is vatan ko sabka tha junoon
ladke khud mar gaye par azad kiya vatan
har......

aaj ki khushi mein bahut logon ka hai haath
jinhon ne na choda kabhi himmat ka saath
dhaal banke the khade khodka kiya patan
har.......

dil aur jaan dono hum dene ko hai taiyaar
jab bhi koi dushman aan karega humpe vaar
hum sambhaleinge kareinge poora jatan


I AM AN INDIAN SOLDIER

I am an Indian soldier I love my country
For this I will live
For This I will die
I wont allow anyone to capture my country

Hail motherland ! Hail motherland ! (2)
I owe to thee my country my life o' motherland
because
I am an........

kesari rang hai kurbani ka, safed rang shanti ka
hara rang vikas ka ysalute karo yeh Tiranga
because
I am an.........

No comments:

Post a Comment