Mulund hai Queen of Suburbs
Saari Mumbai ki yeh nabs
Mulund mein jo koi aata
vahin ka hokar rah jaata
Saari Mumbai ki yeh nabs
Mulund mein jo koi aata
vahin ka hokar rah jaata
Mumbai ki shaan hai Mulund
Mumbai ki jaan hai Mulund
Mulund ho East yaa west
Dono hi hai sabse best
Beech mein in dono ke ji
Mumbai ki rail hai daudti
Seeti marke yeh kehti hai
Mulund station aa gayi hai
Mulund pe aa, khil jaye dil
Mulund se door jana mushkil
Chembur aaya Chembur
mere yaar ka dikha noor
jaao nahin kahin bhi door
yaha ha sab kuch hazoor
golf club itna bada saa
sindhi societies je haan
Marathi public aur mandir
bahut saare schools andar
ghomo phiro aake kanu
mil jayega yaar saanu
________________________
_________________________
Adarsh Nagar adarsh Nagar
Shastri Nagar Shastri Nagar
MMRDA Office aa gaya
Diamond Market Diamond Market
____________________________________
Mandale aayaa Mandale
tu garam le ya thanda le
chembur aur kurla nazdeek
Jhunjhunwala college freak
Asissi Nagar ke rents
happy skills ke events
Fine Arts Society ke rang
R.C.F. colony ke malang
Dekho dekho idhar aake
deewane hai sab deewaane
________________________________
__________________________
________________________
Ganraya Ganraya
Sabko sukh dene
aur sabka dukh tu
Yahan harne aaya
Jabse tera naam ratne laga
Mera saara dukh katne laga
Har dil mein tu apni
Shakti bharne aaya
Vishal Hasti sa tu hai
Aur vahan tera Mushak hai
shiv gaura ke laal kya
kamaal karne aaya
Maha kaya hai teri
ajab maya hai teri
Tu jadoo apna yahan
sabpe karne aaya
No comments:
Post a Comment