Advocate ka
pesha
Sabse purana aur noble
Court ke char dewaron mein
Insaaf ko voh karte haasil
Saari umar voh
law ko
Padte hi rahete hai
Ek ek case ko solve fir
Karte hi rahete hai
Chaupai
1. Jai Jai ho sab advocates ki
2. Jai bolo court ke dates ki
3. LLB karke law ko jaana
4. Laws aur Acts ko tumne mana
5. Har ek country mein alag khitab
6. Barrister kahin solicitor janab
7.
Pehele jab courts nahi thi
8. Aur koi complaint solve karni thi
9. Toh Rajaon ke paas the jate
10. Ya customs se solve karte
11. Kabhi priests aur church kabhi
12. Voh bhi dete the order tabhi
13. Kabhi mediation ki help lekar
14. Log suljhate the matter
15. Phir Jab cases badne lage
16. unko solve karne ke liye
17. Rome aur Greece se shiru huva
18. Yeh profession Europe tak aaya
19.
Canon law ke saath yeh chala
20. Civil law tak yeh pahunch gaya
21. Chauthi sadi se shiru hokar
22. Chati sadi mein college banker
23.
Char saal ka course bana yeh
24. Aur phir lawyers sab bante the
25. Saath hi Saath Civil notaries ka
26. Drafting ke liye tha naam unka
27.
Barah sadi gira Roman Empire
28. Roman church unhe karte the hire
29. Phir aate aate theraveen sadi
30. France , London, civil courts bani
31. Atharah sadi mein all America
32. English common law phail chuka tha
33. Ab suno bharat ki baat
34. Do hazar saal purana jazbaat
35. Pehele Raja karte the faisla
36. Kahete legal term ko Vohra
37.
British Raj aur British Laws
38. Indian Legal system ke paws
39. Gandhi aur Jinnah ne
40. Nayi rah di legal mein
41.
Gandhi aur sab bade leaders
42. The sare ke sare hi lawyers
43. English , Roman, Dutch teeno ka
44. Mix tha law yahan India Ka
45. Unnes Sau Teis mein stapit ki
46. India Bar Committee
47.
Aur unees sau chabees ko khaas
48. Indian Bar Council Act hova pass
49. Bharat jab azaad hoova
50. Advocates act fir pass hoova
51. Har jagah khuli bar councils
52. Advocates enroll kar sake practice
53.
Har ek state mein criminal
54. Aur bane courts Civil
55. Uske upar bana High court
56. Aur sabse upar Supreme court
57. Bar yani vakil hai saare
58. Bench yane Judge hamare
59. Bar hote hai officers bench ke
60. Court ka dost bhi kahte hai jinhe
61.
Cases ka bhandar bharta gaya
62. Aur law profession chamakta gaya
63. Sabhi lawyers ka kaam tha great
64. Paison ka bhi milta acha rate
65. Koi law ke hathkande chalata
66. Koi kehta kanoon hai andha
67.
Koi kehta me lord objection hai
68. Koi kahta law ke haath bade hai
69. Court ke char deewaroon mein
70. Sab vakil aur jadjon ki baise mein
71. Goojta rahta hai awaz unka
72. Ladte hai voh jab case clients ka
73. Koi kehta kala coat
74. Koi dikhake lal hare note
75. Koi kehta khilafe hai hamre
76. Vakil nahin yeh hai hatyare
77. Vakilon ke baat vakil hi jaane
78. Hum toh hain unke deewane
79. Jo great kaam vakil hai karta
80. “Kanu” unko praram hai karta
Vakil Insaaf ke
tarazu ka
Sabse aham ang hota hai
Na mano toh voh apka nahin
Mano to aapke sang hota hai
Sabse purana aur noble
Court ke char dewaron mein
Insaaf ko voh karte haasil
Padte hi rahete hai
Ek ek case ko solve fir
Karte hi rahete hai
1. Jai Jai ho sab advocates ki
2. Jai bolo court ke dates ki
3. LLB karke law ko jaana
4. Laws aur Acts ko tumne mana
5. Har ek country mein alag khitab
6. Barrister kahin solicitor janab
8. Aur koi complaint solve karni thi
9. Toh Rajaon ke paas the jate
10. Ya customs se solve karte
11. Kabhi priests aur church kabhi
12. Voh bhi dete the order tabhi
13. Kabhi mediation ki help lekar
14. Log suljhate the matter
15. Phir Jab cases badne lage
16. unko solve karne ke liye
17. Rome aur Greece se shiru huva
18. Yeh profession Europe tak aaya
20. Civil law tak yeh pahunch gaya
21. Chauthi sadi se shiru hokar
22. Chati sadi mein college banker
24. Aur phir lawyers sab bante the
25. Saath hi Saath Civil notaries ka
26. Drafting ke liye tha naam unka
28. Roman church unhe karte the hire
29. Phir aate aate theraveen sadi
30. France , London, civil courts bani
31. Atharah sadi mein all America
32. English common law phail chuka tha
33. Ab suno bharat ki baat
34. Do hazar saal purana jazbaat
35. Pehele Raja karte the faisla
36. Kahete legal term ko Vohra
38. Indian Legal system ke paws
39. Gandhi aur Jinnah ne
40. Nayi rah di legal mein
42. The sare ke sare hi lawyers
43. English , Roman, Dutch teeno ka
44. Mix tha law yahan India Ka
45. Unnes Sau Teis mein stapit ki
46. India Bar Committee
48. Indian Bar Council Act hova pass
49. Bharat jab azaad hoova
50. Advocates act fir pass hoova
51. Har jagah khuli bar councils
52. Advocates enroll kar sake practice
54. Aur bane courts Civil
55. Uske upar bana High court
56. Aur sabse upar Supreme court
57. Bar yani vakil hai saare
58. Bench yane Judge hamare
59. Bar hote hai officers bench ke
60. Court ka dost bhi kahte hai jinhe
62. Aur law profession chamakta gaya
63. Sabhi lawyers ka kaam tha great
64. Paison ka bhi milta acha rate
65. Koi law ke hathkande chalata
66. Koi kehta kanoon hai andha
68. Koi kahta law ke haath bade hai
69. Court ke char deewaroon mein
70. Sab vakil aur jadjon ki baise mein
71. Goojta rahta hai awaz unka
72. Ladte hai voh jab case clients ka
73. Koi kehta kala coat
74. Koi dikhake lal hare note
75. Koi kehta khilafe hai hamre
76. Vakil nahin yeh hai hatyare
77. Vakilon ke baat vakil hi jaane
78. Hum toh hain unke deewane
79. Jo great kaam vakil hai karta
80. “Kanu” unko praram hai karta
Sabse aham ang hota hai
Na mano toh voh apka nahin
Mano to aapke sang hota hai
No comments:
Post a Comment