Sunday 3 December 2023

Garden ghomein

 Hello bachon, good morning kaise ho aap sab
Aaj hum kareinge garden ki sair. Garden mein

                                        "Subah savere chalo garden chalein
                                          Phoolon jaise hum phoolein falein"

Garden mein kya hota hai. Phool, alag alag rangoin ke phool. Dafodils, tulips, lal peele hare....aur kya hota hai. An An hai ped hote hai. Trees , Mango trees, aur plants, banyan plan. Jhaad. aur


                                        Trees trees trees charon taraf
                                        Breeze Breeze Breeze Charon taraf


Trees hava ke isharon ke saath hil rahi hai. Jis taraf hava us taraf jhuk rahi hai, Trees kaise bani hai. usko ek trunk ha jo brown color ka hota hai, aur fir branches hote hai. Branches mein ugte hai leaves green color, ya anya colours ke. Patte jo trees mein jhoolte rahete hai. 

Aur kya hota hai. 

Garden mein zameen pe uge hote hai grasses. Grass bahut hi zaroori hai garden ki shaan ke liye. Ye jagaa mein bacche khel sakte hai. To games kheloge. kaunsi games. Outdoor games hai foot ball, criket, kabadi, aur kitni saari. Indoor games hai caram , lodo, o no computer games. Usse sirf aankhe kharab hoti hai. Hum games khelte hai sehat banane ke liye nahin bigaarne ke liye. Aur jin games se sehat bigde vo games nahin hoti. so

                                "Say No a Big No" to computer games
                                  sabse achi games hai outdoor games."

khelo koodon sehat banao. To khel kood ke liye garden mein bhi bahut sari chezen goti hai. vo kya hai.... Socho socho

hai play park jahan hoti hai, swasaws, swings, slides, climbers, chalo vahan chalte hai

Seasaw kya hai. Do logon ke liye aur ek upar uthta hai doosra neeche. To isliye jo cheso ko dekhtahai aur fir neeeche aata hai dekhkar isliye iska naam seasaw pada hai.

No comments:

Post a Comment