Ghatkopar Ghatkopar
bana hai ghat ke upar
vishal Sarvodaya mandar
sixty two foot ke shankar
aur hai vahan pe masjid
eid mein milein Anas Sajid
vahan se connected metro
har jagah hai jiska flow
Ghatkopar mein aa jaa
aake yahan ka ho jaa
Naahur hai yeh apna naahur
Bhaandup bhaandup bhaandup