Monday, 3 March 2025

International Women's day

International Women's day International Women's day
uneessau nau ko paheli baar manaya tha yeh day

Eighth March ko har saal, aata hai yeh din
yeh duniya suni hai yaad rakhan unke bin

Is din ko duniya bhar mein karte celebrate
Strong hai women unhe samjo na delicate

Equality se jeena har ek ka hai jag mein right
violence aur galiyon se nahin hota kiska might

durga hai voh kali hai aur hai voh maa parvati
duniya ko mita sakti hai itni hai usmein shakti

maa hai , beti hai, bivi hai, behen hai voh
uske bagair saare tyohaar hai bas zero

aaj ke din aur har din usko pyaar aur izaat do
bana degi sundar aur rangeen teri zindagi voh



Thursday, 9 January 2025

Gurunanak bhajans written by Kanu

1. Rahraas ho sham di, subha di aasa vaar

2. GuruNanak ki darbaar lagi hai sachkhand mein

3. Netherlands ka gurudwara


Wednesday, 8 January 2025

Do Cheezein - Sai Bhajan

Do Chezein is duniya mein sabse hain mahaan
ek sai ka naam hai dooja shirdi sthaan

Sai ki lela aprampaar
jisne kiya hai beda paar
har pal mohe udhare sai
pyaar se mohe nihare
do cheezein is duniya mein jo roshan kare jahan
ek sai ka mukh hai dooja sai charonoon ki shaan

mushikil ghadiyaan aan padi
inko suljha do hari
aisa kuch kar dalo jee
sab assan kar lo jee
do cheezen is duniya mein hai bas ek samaan
ik teri surat nyaari dooja naam nidaan



दो चीज़ें इस दुनिया में सबसे हैं महान

एक साईं का नाम है दूजा शिरडी स्थान


साईं की लीला अपरंपार

जिसने किया है बेड़ा पार

हर पल मोहे उधारे साईं 

प्यार से मोहे निहारे

दो चीज़ें इस दुनिया में जो रोशन करे जहां

एक साईं का मुख है दूजा साईं चरणों की शान


मुशिकिल घड़ियां आन पड़ी

इनको सुलझा दो हरि

ऐसा कुछ कर डालो जी

सब असां कर लो जी

दो चीज़ें इस दुनिया में है बस एक समान

इक तेरी सूरत न्यारी दूजा नाम निदान

Sunday, 5 January 2025

Sard Sard .....

Sard Sard Sard si havayeein
Dard Dard dil mein jagayeein
Jald Jald mere paas aao
world world apni ban jayeein

door kyon baithe ho, kya ki khata
moo chupa rahe ho, kyo dete ho saza
pard pard humse na karo
ardh ardh pyaar nahin bhaayein

hath do hatoon mein chalo sath saath
bahein mein bahein dal kare pyaar ki baat
ird gird bas hum tumhein dekhein
zid zid hai hum tujhe paayein